Tera dil mujh se nahīṅ miltā
Mera jī rahe nahīṅ saktā
Ğarz aisī musībat hai
Ke maiṅ kučh kahe nahīṅ saktā
Tere āge merī aaṅkhoṅ se āṅsū
Kyuṅ ke čalte hai
Jo tū daryā se guzre hai
To pānī bahe nahīṅ saktā
Biyā ey yār k-emruz ān-e mā-yi
Čo gol bāyad ke bā mā xoš bar-āyi
Na man mānam na del mānad na 'ālam
Agar fardā bedin surat dar-āyi
Biyā jānā k-emruz ān-e mā-yi
Biyā jānā k-emruz ān-e mā-yi
Čenān gaštam ze masti o xarābi
Ke xāki-rā nemidānam ze ābi
Mujh ko nahīṅ hai dil meiṅ tere rāh, kyā karūṅ?
Par be-asar hai išq mera, ay, kyā karūṅ?
Zeige deinen Freunden, dass dir Ghazal von Niyaz gefällt:
Kommentare