Kagaz Ki Kashti
Quelle: Spotify
Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo
Bhale chinlo mujse meri jawani
(2)
Magar mujko lauta do bhapan ka sawan
Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani(2)
Mahuleki sabse nishani purani
Wo budhiya jise bacche kahete the nani
Wo nani bato main pariyo ka dera
Wo chahere ki juriyo me sadiyoka pahera
Bhulaye nahi bhul sakata hai koi
Wo chhoti si ratain wo lambi kahani
Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani(2)
Kadi dhup me apne ghar se nikalna
Wo chidya wo bubul wo titali pakadana
Wo gudiya ki shadi me ladana zaghadna
Wo zulo se ghirana wo gir ke sambhlana
Wo pital
Wo tuti hui chudiyon ki nishani
Wo chhoti si ratain wo lambi kahani
Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani(2)
Kabhi reth ke unche pilo pe jana
Gharondhe banana banake mitana
Wo masoom chahat ki tasvir apni
Wo khwabo-khilonoki jagir apni
Na duniyaka gam than a rishto ke bandhan
Badi khubsurat thi zindghani
Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo
Bhale chinlo mujse meri jawani
(2)
Magar mujko lauta do bhapan ka sawan
Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani(2)
Zeige deinen Freunden, dass dir Kagaz Ki Kashti von Jagjit Singh gefällt:
Kommentare